Friday, 3 August 2012

Kahan Hon Tum

Bombay Vikings
Kahan Ho Tum lyrics
Kahan ho tum mujhe batao 
Zara kareeb se pukaro 
Kahan kahan dhundu tumko... 
Main aawara dar-badar 
Nazar na aye tum magar 

Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar 

Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen 

Tumhine to kaha tha mujhse 
Subha nai to aaegi 
Isi umeed ke sahare 
Kar raha hu rehguzar 
Kaho kahan ho humsafar 

Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar 
[ Lyrics from: http://www.lyricsmode.com/lyrics/b/bombay_vikings/kahan_ho_tum.html ]
Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen 

Mujhe awaz do 
Mere khawob ke saharon 
Phirse awaz do 
Kaha ho tum pukaron 

Oh... 
Mere khawabon ke saharon... 
Oh... 
Mujhe tum pukaron... 
Oh 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 

Ab to dil hai darta sehara dariya aakhon ki nami 
Yaadon ka laga hai pehra har kahi 
Jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen 
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen 
Oh humnasheen...


VIDEO


No comments:

Post a Comment